Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDoli (1969)
HomeDoli (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab mat chhed pawan mere gesu ab aur kisi ki hai ye khushboo mat chhed pawan mere gesu ab aur kisi ki hai ye khushboo dekha hai kabhi toone bhi usse jo kar gayaa mujh par jaadoo aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab badla badla hai zamaanaa har saans hai ek taraanaa badla badla hai zamaanaa har saans hai ek taraanaa kyun mujhko yaqeen aataa hi nahin ye sach hai ya khwaab suhaanaa aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab aankhon mein katengi na raaten ab hongi kisi se baaten aankhon mein katengi na raaten ab
aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se gesun khule khule se hain rangat udi udi si hai aye meri humraaz bata ye shokh sharaarat kis ki hai gesun khule khule se hain rangat udi udi si
danton tale daba kar honth aankhen kar ke badi badi khaa jaayegi mujhko aise dekh rahi hai khadi khadi ek haseena laga hai jisko unnees upar ek mahina danton tale daba kar honth aankhen kar ke badi badi khaa jaayegi mujhko aise dekh rahi hai khadi khadi ek haseena laga hai jisko unnees upar ek mahina phoolon ka ras pee pee kar husn pe rangat aayi hai aankh mein fitne chaal qayamat shokh tabiyat paayi hai phoolon ka ras pee pee kar husn pe rangat aayi hai aankh mein fitne chaal qayamat shokh tabiyat paayi hai naagin jaisi bal khaati bijli jaisi lehraati naagin jaisi bal khaati bijli jaisi lehraati ek haseena laga hai jisko unnees upar ek mahina danton tale daba kar honth aankhen kar ke badi badi khaa jaayegi mujhko aise dekh rahi hai khadi khadi ek haseena laga hai jisko unnees upar ek mahina hans hans ke thukraati jaa tadpenge tadpati jaa lekin aye imaan ki dushman itna to samjhati jaa hans hans ke thukraati jaa tadpenge tadpati jaa lekin aye imaan ki dushman itna
doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke o doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke kaisi hasrat se baabul ki dekhe gali doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke dil na maane magar aaj jaana bhi hai apne saajan se vaada nibhana bhi hai dil na maane magar aaj jaana bhi hai apne saajan se vaada nibhana bhi hai saamne ik nayi zindagi hai magar saamne ik nayi zindagi hai magar peechhe guzra hua ik zamana bhi hai doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke o kaisi hasrat se baabul ki dekhe gali doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke doliyaan khush naseebon ki sajti rahein mehandiyan sab ke haathon mein rachti rahein doliyaan khush naseebon ki sajti rahein mehandiyan sab ke haathon mein rachti rahein phool sehron ke bhi muskurate rahein phool sehron ke bhi muskurate rahein chudiyaan dulhanon ki khanakti rahein doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke kaisi hasrat se
sajna saath nibhaana sajna saath nibhaana saathi mere bahaaron ke raah mein chhod na jaana sajna saath nibhaana sajna saath nibhaana saathi mere bahaaron ke raah mein chhod na jaana sajna saath nibhaana aa ke chala jaaye zamaana jo bahaar ka phool murjhaye na tere mere pyaar ka aa ke chala jaaye zamaana jo bahaar ka phool murjhaye na tere mere pyaar ka aaj ke waade sajnaa aaj ki baaten sajnaa bhool na jaana bhool na jaana sajna saath nibhaana sajna saath nibhaana saathi mere bahaaron ke raah mein chhod na jaana sajna saath nibhaana waise to hazaaron nazaare meri raah mein ek bas tu hi samaaya hai nigaah mein waise to hazaaron nazaare meri raah mein ek bas tu hi samaaya hai nigaah mein pyaar ki rasmen sajnaa pyaar ki kasmen sajnaa bhool na jaana bhool na jaana sajna saath nibhaana sajna saath nibhaana saathi mere bahaaron ke raah mein chhod na jaana kisne saath nibhaaya kisne saath nibhaaya dil ko ek khilona samjha khela aur thukraaya kisne saath nibhaaya kahaan ke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Main Dekhoon Jidhar Jidhar Doli (1969) 04:11 40653
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 04:11   Song Number : 40653   

Aaj Pila De Saaki Doli (1969) 04:31 13156
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Prem Chopra, Nazima
Duration : 04:31   Song Number : 13156   

Danton Tale Daba Kar Doli (1969) 03:44 13158
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:44   Song Number : 13158   

Doli Chadh Ke Dulhan Doli (1969) 04:56 13157
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Babita
Duration : 04:56   Song Number : 13157   

Sajna Saath Nibhana Doli (1969) 05:46 19166
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Babita
Duration : 05:46   Song Number : 19166